“MY BOYFRIEND CHEATED ON ME
Yeh. .. mai uske saath 4 mahine relationship mein rahi , sab theek tha and kal raat ko hi usne khudse aake kaha ki mai tere pe cheat kar raha tha jo ki mujhe pata tha par mai confirm nhi thi .. mai bass aese overthinking karti thi ki hn ye banda cheat kar raha hai ... And meri gut feeling sahi nikli ... Aur usne bataya ki including me woh 4 aur ladkiyon ke saath tha un me se AEK meri ex Best friend bhi thi . So un 4 ladkiyon mein se woh AEK ko bohot andha pyaar kar raha tha uski naam hum rakh lete hain strawberry. So ab ye straberry aur mera bf physical bhi hue hain kitne baar . Par one day straberry ko pata lag gayi ki ye ladka aur bhi ladkiyon se baat kar raha hai AEK dum red flag randwa hai toh strawberry Mam ab revenge leke ki sochi and ulta mere bf pe cheat kar ke usko uss bol diya ... 😂 And mera bf AEK dum depression mein chala gaya ussi beech mujhe kuchh pata nahi tha toh mai humesha usko msg karti thi toh ye itna respond nahi karta tha par AEK din aesa call Kiya and said ki mere papa ka death ho gaya hai toh woh thoda achha feel nahi karha , aur mai bholi bhali ladki usko Bina kuchh puchhe trust kar liya toh woh bhadwa fir strawberry ko bhulane ke liye 3 aur ladkiyon se baat karna start Kiya unko nudes maangta tha and all basically kya bolenge bass ye time pass kar raha tha unke saath aur unme se AEK meri ex bestfriend bhi thi jisko bula lete hain blueberry. So mai blueberry ko bohot achhe se jaanti thi ( aesa mujhe lagta tha) kyun ki na ye toh usse bhi gandu nikli .. meri ex bestfriend bohot bholi thi like seriously usko even ye tak nahi pata ki friends with benefits ka kya matlab hota hai woh itni bholi thi so woh usually kisi aese ladke se baat nahi karti aur baat karti hai bhi toh itna flirting wagera nahi karti aur uske saath koi karta hai toh woh usko block kar deti hai par pata nahi ye mohtrma mere bf mein aesa kya dikha isse baatein bhi ki and ye ladka jab usko nudes maange usne de bhi diya one view mein aur iss ladke ne aur AEK phone se uske nudes ke picture click karke rakha tha aur mujhe dikhaya kyun ki na mere bf ne mujhe jab kaha ki mai tere bestfriend se bhi nudes maanta tha aur usne diya tha toh mujhe believe hi nahi hua mai toh defend karne lag gayi ki na meri bestfriend aesi nahi hai aur usne pic send kar diya mujhe .. ab mujhe itna sab pata chalne ke baad meri mental health ki maa chudi padi thi aur mera bande ka dimaag wese bhi kharab tha kyun kina usko strawberry Mam ne dhoka de diya so ab ye banda mujhe bol raha ki kya tu mujhe thoda comfort feel karwayegi kyun ki na I know tu hi AEK ladki hai jo mujhse pyaar karti hai .. now i don't know what to do .. because mai usse baat karna nahi chahti par still mai usse bohot pyaar bhi karti hun ki bina baat kiye reh nahi sakti ..”
✦
Someone answered with kindness...
Sach bolo vo ldka chutiya hai kya😭😭,iska already 4 ladkiya ke sath chal rha tha and that included ur bff who tf give him audacity to come back to u to ask for comfort!!??? 2 khodhi ki bhi izzat nhi hai,
Take my advice aese ladko sae tho door hi raho they gonna somehow ruin u kyuki he is sad cuz cuz vo ladki nae dhoka de diya usko what about u? Didn't he cheated on u too where is the decency !!?? And now he accepted u to comfort him? Such a loser