“Me ek ladki se pyar karta hu wo bhi mujhse utna hi pyar karti hai hum dono ne shadi ki baat ghar wale ko batya to ghar wale bhi man gaye to pandit ji se kundali milwa rahe the to nahi mila tb bhi me shadi usi ladki se kar raha hu to shadi ke bad koi problem ho sakta hai kya kundali na milne ki whajhe se”